Mirza Ghalib was one of the greatest and most renowned poets and writers of the Mughal era. His words were heart-touching and full of inspiration. Most of his writings got popular after his death. Here are the best quotes, Shayari, and poems by Mirza Ghalib which will have a huge impact on your mind-
Best Mirza Ghalib Quotes
1. Dil se teri nigah jigar tak utar gai, Dono ko ek adaa mein razamand kar gai. ~Mirza Ghalib
2. Gunah kar ke kahan jaoge Galib Ye zamin ye aasmaan Sab usi ka hai… ~Mirza Ghalib
3. Hum ko maalum hai jannat ki haqiqat lekin, Dil ko khush rakhne ko ‘Ghaalib’ ye khayal achcha hai. ~Mirza Ghalib
4. Unn ke dekhe se jo aa jaati hai munh par raunak, Woh samajhte hain ke bimar ka haal acha hai. ~Mirza Ghalib
5. Jab ki tujh bin nahin koi maujood, Phir ye hungama ae khuda kya hai ~Mirza Ghalib
6. Guzar jayega ye daur bhi galib zara itminan to rakh jab khushi na thahri to gum ki kya aukat hai… ~Mirza Ghalib
7. Mohabbat mein nahin hai farq, jeene aur marne ka, Usi ko dekh kar jeete hain jis kaafir pe dum nikle ~Mirza Ghalib
8. Hathon ki lakeeron pe mat ja ae ‘Ghalib’, Naseeb unke bhi hote hain jinke hath nahin hote. ~Mirza Ghalib
9. Mere bare me koi ray mat Banana galib Mera waqt bhi badlega Teri ray bhi. ~Mirza Ghalib
10. Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai, Akhir iss dard ki dawaa kya hai ~Mirza Ghalib
11. Na tha kuch to khuda tha, kuch na hota to khuda hota Duboya mujh ko unhone ne, na hota main toh kya hota. ~Mirza Ghalib
12. Na Suno Gar Bura Kahe Koi, Na Kaho Gar Bura Kare Koi. ~Mirza Ghalib
13. Ishq ne ‘Ghalib’ nikamma kar diya, Varna hum bhi aadmi the kaam ke. ~Mirza Ghalib
14. Manzil milegi bhatak kar hi sahi gumrah to wo hain jo ghar se nikle hi nahi. ~Mirza Ghalib
15. Is Sadgi Pe Kon Na Mar Jay Ae Khuda, Ladte Hai Aur Hath Me Talwar Bhi Nahi. ~Mirza Ghalib
These were the best quotes, Shayari, and poems from Mirza Ghalib. Hope you liked these quotes and make sure to share these amazing Shayari and sayings with your friends.
You can also check out quotes from-